I M PROUD TO BE A SHIA ISNA ASHERI
Ali Arif Turabi Works For I M PROUD TO BE A SHIA ISNA ASHERI
My Works ( Ali Arif Turabi ) For I M PROUD TO BE A SHIA ISNA ASHERI
Month Of Safar
ماہ صفر
Imam Hussain Shair,Poetry Kalam
Jab Bhi Kabhi Zameer Ka Soda Ho
Dat Jao Tum Hussain (as) Ky Inkar Ki Thara
Imam Zain ul Abideen Saying , Quotation , Farman
Dua Rad e Bala Ka Mustehkam Tareen Zarya Hy
Imam Zain Ul Abideen
Hazrat Ghazi Abbas (as) Poetry,Shair,
Tha Piyas Ky Hathon Main Idhar Fatah Ka Parcham
Darya Udhar Haray Huay Lashkr Mai Khara Tha
Haye Zainab (sa) Haye Sham
Random Work
Farsheaza Shair
♥ Aza Ki Saff Say Duaen Qubool Hoti Hy ♥
♥ Ajeeb Gham Hy Ghamon Ka Ilaj Karta Hy ♥
Shahzada Ali Asghar (as) Shahadat
Hans Hans K Mot Sab Ko Lagati Rahi Gallay
Asgher Hansay To Mot Ka Chahra Utar Gaya
Shahzada Ali Asghar (as) Sahir,poetry
Her Jang Main Qanoon Hy Hatiyaar Se Larna
Khanjar Se Kabi Teer Se Talwaar Se Larna
Aata He Nahi Logon Ko Afkar Se Larna
Samjhaon Ga Duniya Ko Mai Kirdar Se Larna
Is Nasl Se Her Nasl Ko Imdaad Milay Gi
Maao,n Ko Meray Jhoolay Se Olaat Milay Gi
Ali Arif Turabi Photography
For Ali Arif Turabi Photography Visit My Face Book Page Album " My Clicks "
For Ali Arif Turabi Photography
My Videos ( Ali Arif Turabi )
For Ali Arif Turabi Making Videos Log On To My Youtube Channels
1.
Aaliarif
2.
Sitefidayanehussaini
Labaik Ya Hussain
Labaik Ya Hussain (as)
Imam Hussain (as) Shair , Poetry
Din Roye Gi Raat Roye Gi
Had Yeh Hy K Kul Kainat Roye Gi
Jab Bi Muhram Ka Chand Nazar Aye Ga
Har Fidayan e Hussaini Ki Zat Raye Gi
Ya Hussain
Muharram - Ya Hussain
Matmi Dasta Fidayan E Hussaini
A Design For Markazi Matmi Dasta Fidayan e Hussaini Islamabad
Eid E Mubahila Mubarak
عید مباہلہ مبارک
Eid E Mubahila Mubarak
Shab e Rukhsati Bibi Fatima (sa) Imam Ali (as)
Eid e Ghadeer
Eid-e-Ghadeer Mubarak
Ali (as) Ali (as) Ali (as) Ali (as)
علی علی علی علی علی (ع)
Imam Ali Naqi (as) Saying,Qol,Quotation,Farman
Imam Ali Naqi (as) Said
Baihoda Mazak Ahmaqon Ki Tafreeh Hy Aur Jahilon Ka Huner
Bahawala : Nuqsh e Asmat
Sher,Poetry,Shan e Hussain as
Sajday Tu Sab Nay Kiye Tera Naya Andaaz Hy
Tu Nay Woh Sajda Kia Jis Per Khuda Ko Naaz Hy
Imam Hussain (as) Shan,Poetry,Sher
Hussain Kabay Say Jatay Hain Karbala K Liyay
Khuda K Ghar Say Hain Jaatay MagaR Khuda K Liyay
8th Zilhaaj Imam Hussain Converted His Hajj Into Umrah
8Th Zilhaaj Rawangi Imam Hussain
Martyrdom / Shahadat Imam Baqir as
Martyrdom / Shahadat Imam Baqir as
Imam Muhammad Baqir as Quotation / Saying
Subha Sawairay Sadqa Dyna Shaitan Ky Shar Ko Dor Krta Hy
Aur Sultan Ky Shar Sy Bhi Mehfooz Rkhta Hy
Munkir e Ali as Hajj
Jisay Ali (A.S) Ki Wilayat Ka Aitraf Nahi
Woh Lakh Sajday Karay Yeh Gunah Maaf Nahi
Dilon Mein Bughz e Ali (A.S) Badan Pe Haj Ka Libas
Teray Naseeb Ka Chakar Hai Yeh Tawaaf Nahi
1st Zil Haaj Aaqad e Bbi Fatima Zehra
Aaqad e Bbi Fatima Zehra , Imam Ali as Mubarak
Month Of Zilhajj
Few Events Of Zil Haaj
Quotation Saying Of Imam Taqi Jawad (as)
Turabi
Shahadat e Imam Muhammad Taqi Jawad (as)
Imam Taqi Jawad (as)
Farman
" Zahir Main Khuda Ky Dost Aur Bateen Main Is Ky Dushman Na Bano
"
السلام على سيدي ومولاي الامام محمد الجواد عليه السلام
Shahadat e Imam Ali Raza (as) Images/Pictures
Turabi
ذیقعد 23 شهادت غریب طوس مولا رضا علیہ السلام
ذیقعد 23 شهادت غریب طوس مولا رضا علیہ السلام
Martyrdom Anniversary of Imam Ali Reza as
شب شهادت غریب طوس مولا رضا علیہ السلام
بر مامون لعنت
بے شمار
Turabi
Imam Ali Reza Quotation/Saying
Dunia Ky Tamam Masaib Main Sab Sy Bari Musibat Ulama Ki Mout Hy
Quran Parhny , Shehad Khany Aur Doodh Pinay Sy Hafiza Barhta Hy
Jo Insaan Khuda Ky Mukhtasar Rizq Per Razi Ho Jta Hy Khuda Is Ky Mukhtasar Amal Per Bhi Razi Ho Jta Hy.
( Turabi )
Imam Ali Reza (as) Saying
" Khany Ki Ibtida Namak Sy Honi Chahiye.Is Sy 70
Amraaz Ka Dahfia Ho Jta Hy Jin Main Jazaam Bhi Shamil
Hy "
" Ghalab Jannat Ky Phoolon Ka Sardar Hy "
" Masoor ( Daal ) 70 Ambiyan Ki Ghiza Hy . Is Sy Dil
Naram Hta Hy Aur Ansoo Pyda Hty Hy "
" Gohsht Khanay Sy Shifa Hasil Hti Hy Aur Maraz Dor
Hta
Hy . Jo Shahks 40 Din Gohsht Na Khaye Woh Bad
Ikhlaq Ho jye Ga "
" Anar Mei Ek (1) Dana Jannat Ka Hota Hai "
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)