Shahadat ( martyrdom ) Imam Ali as


■ Na Pouch Aj Hum Sy Yeh Sadma Azeem Hy ■
■ Mar Jaye Jis Ka Baap Woh Ummat Yateem Hy ■

Saying Quotation Imam Ali as Nahj ul Balagha

" Daro !! Daro !! is lie k bakhuda us nay is had tak tumari parda poshi ki hain k goya tumay baksh dia hain "

Take warning ! He has not exposed so many of your sinful activities that it appears as if He has forgiven you ..

Ref: Nahj Ul Balagha

Quotation/Saying/Qol Imam Ali as Nehjul Balagah

Allah sy kuch tu Daro, Chaye woh kam he ho,Aur Apne aur Allah k Darmyan kuch to Parda Rakho,Chaye woh Bareek he sa ho ...... !!!!!

Ref:Nehjul Balagah

Shab e Qadr Fazilat


شب قدر

IS Shab Ki Ebadat Hazaar Mahinoun Sy Bytar Hy Raat Br Malaika Hazor Janab Al Ammar Ky Pas Aty Hy


" Janab Rasool Khuda (sawws) Sy Ksi Nay Arz Kia Agr Main Shab E Qadar Ko Paa Lou Tu Kia Chez Khudawand Sy Talab Karu Tu Ap (sawws) Ny Frmaya Aafiyat Talab Karna "

Karbala 72


• Maal Islam Ny Baanta Tu Hazaron Majood •
• Khoon Islam Ne Maanga Tu 72 Niklay •

Define Fasting ( Roza )



• Piyas e Asgher (as) Ka Aks e Karbala Main Woh Manzar To Dekh •
• Tu Bhool Jaye Ga K Rozadar Houn Main •

Imam Hassan Shair/Poetry


• Hassan (as) Ko Dekh Ky Mohr e Nabi (sawws) Pe Kyty Thy Log •
• Rasool (sawws) Apna Hi Bachpan Othaey Phirty Hy •

Image Imam Hassan Shair/Poetry


• Hassan (as ) ko Badshah khas-o-Aam kehte hain •
• Ali ( as ) ko Naaib o Qaim Muqaam kehte hain •

• Daleel aik hi kaafi hai unki Azmat mein •
• Inhe Hussain ( as ) bhi apna Imam kehte hain •

Fazail Imam Hassan as


" Intahai kamsini Ky Bawajod Maidan Mubahila Main Apny Payroun Sy Aye Aur Rasool ( sawws ) Nay Ap ( as ) Ko Sab Sy Agy Rahka Aur Apny Barabar Sy Chalny Ka Sharaf Anayat Farmya "

Bahawala : Nuqsh e Azmat

Imam Hassan as Fazail


▬▬▬▬▬▬▬▬
Imam Hassan as
▬▬▬▬▬▬▬▬
Ap ( as ) Ka Sab Sy Phela Imtiaz Yeh Hy Ky Ap ( as ) Tareekh Bani Aadam Mai Woh phely Insaan Hy Jo Masoom Maa Baap Ky Zaryeh Alam Wajood Main Aye.

Death Of Hazrat Khadeeja sa

حضرت خدیجہ سلام اللہ علیہا

10th Of Ramadan Death of Hazrat Khadeeja s.a

Fazilat Juma , Shab e Juma

شب جمعہ , جمعہ مبارک


Shab e Jumma Aur Jumma Ky Choubis ( 24 ) Ghanton Mian Khudawand Aalm Her Ghanty Main Chaih ( 6 ) Lakh Aadmiyon Ko Jahanum Sy Azad Krta Hy

Farman e Rasol e Khuda sawws

" Jab Ramzan Ka Mahina Dakhil Hta Tha Tu Rasol Khuda sawws Tamam Qaidiyon Ko Riha Kr Dyty Thy Aur Har Aik Sahil Ko Aatta Farmaty Thy "

Few Importance Dates Of Ramadan

| Important Dates Of Ramadan ( Ramzan ) |

10th.Death of Hazrat Umm-ul-Momineen Bibi Khadeeja(s.a)
15th.Birth anniversary of Hazrat Imam Hasan(a.s)
17th.Victory of Battle of Badar
19th.The first Imam Hazrat Imam Ali (a.s) Zurbat (wounded) in the mosque at Kufa whilst Praying
20th.Conquest (victory) of Mecca (Fattah-e-Mecca) Hazrat Ali (a.s) climbs the shoulder of Prophet & breaks idols (majasmy)Kaaba cleaned
21st.martyrdom of Hazrat Imam Ali(a.s)

22nd.After passing the day,Night is SHab-e-Laila-tul-Qadar. The Quran was revealed to Prophet Hazrat Muhammad(pbuh)